Aankhon Mein Teri – Om Shanti Om Guitar Chords

Om Shanti Om arrangement · added 28 Aug 2026

No capoKey of A
A×○○
F#m
D××○
E○○○
G○○○
F
Chords – A,F#m,D,E,G
A
Aankhon mein teri, ajab si ajab si adayein hain
F G
Dil ko banade jo patang, saansein
A E A
ye teri wo hawayein hai
A
Aankhon mein teri, ajab si ajab si adayein hain
F G
Dil ko banade jo patang, saansein
A E A
ye teri wo hawayein hai
A F#m
Aayi aisi raat hai jo,
F A
bahot khushnaseeb hai
A F#m
Chahe jise door se duniya,
F A
wo mere kareeb hai
F#m D
Kitna kuch kehna hai
E A
phir bhi hai dil me sawaal kahin
F#m D
Sapno mein jo roz kaha hai
E
wo phir se kahun ya nahi
A
Aankhon mein teri ajab si ajab si adayein hain
A
Aankhon mein teri ajab si ajab si adayein hain
F G A E A
Dil ko banade jo patang saansein ye teri wo hawayein hai
A F#m F A
Tere saath saath aisa, koi noor aaya hai
A F#m F A
Chand teri roshni ka, halka sa ek saaya hai
F#m D
Teri nazro ne dil ka kiya jo hashar,
E A
asar ye hua
F#m D
Ab in me hi doob ke ho jaoon paar,
E
yehi hai dua
A
Aankhon mein teri ajab si ajab si adayein hain
A
Aankhon mein teri ajab si ajab si adayein hain
F G
Dil ko banade jo patang saansein
A E A
ye teri wo hawayein hai

Aankhon Mein Teri

© 2026 SenseChord · sense-chord.com

Chord transcription provided for private study and practice. Lyrics and compositions remain the property of their respective writers and publishers.

Rate this chord sheet

Log in to be the first to rate it

Community comments

No comments yet — be the first to share feedback.