Alag Aasmaan – Anuv Jain Guitar Chords

Anuv Jain arrangement · added 28 Aug 2026

Capo 6Key of CDDU UDU
C×○○
F
G○○○
Am×○○
E7○○○○
Chords – C , F , G , Am , E7
Capo – 6TH FRET
C F
Nayi Nahi Hai Yeh Baatein Wahi
C G
Phir Is Mod Par Hum Mile Hain
C F
Na Jaane Ab Milenge Hum Kabhi
C G
Toh Ruk Jao Ek Pal Yahan Pe
C F
Yeh Narm Chadaron Ki Silvatein
C G
Tujhe Abhi Bula Rahi Hain
C F
Na Jaao Door Inse Kahee
C G
Yeh Sukoon Kahan Pe Hai Haasil
F G
Dil Ko Mere Yeh Hai Pata
E7 Am
Ki Milon Ka Ye Faasla Hai
G F G
Alag Aasmaan Bhi Hai Toh Kya
C G
Yeh Dil Na Maane ….
C F
Yeh Gaadiyon Ki Aisi Daud Sa
C G
Te ra Bhi Dil Daudta Hai
C F
Haan Ja Rahe Ho Door Tum Toh Kya
C G
Main Hi Toh Dil Ka Musafir
F G
Toh Ek Baar Phir Tu Hans Ke Zara
E7 Am
Dekh Le Meri In Aankhon Mein
G F G
Main Kaid Kar Loon Har Woh Pal Tera
C E7
Teri Yeh Baatein Jo Hain
F C
Toh Aur Kya Hai Yeh Baatein Bata
F
Kyun Ab Din Bhi Dhalta Nahi
G
Yeh Na Ho Toh Oo Oo Oo
F C F
oo oo oo… oo oo (G ) oo…
F G
Tum Udde Ja Rahe Ye Aasmaan Mein
E7 Am G
Khidkiyon Se Dekh Tu Pahadon Ko Yoon
F
Chhote Se Lage
G C E7
Hai Kitne Bade Jo Ho Saamne….
F G
Door Jo Hain Khade
E7
Unhein Bhi Yeh Humari Zindagi Yoon
Am G F
Titliyon Si Chhoti Chhoti Si Lage
G C E7
Hai Kitni Badhi Nahi Jaante Ae Ae
F G
Khaali Ghar Tera
E7 Am
Yeh Chabiyon Ki Goonj Aise
G F
Tujhe Dara Rahi
G C G
Tu Darna Nahi Main Hoon Yahin Par..
F G
Ab Alag Aasmaan Hai
E7 Am
Aur Hai Zameen Bhi Kuchh Alag Si
G F
Par Miloge Jab Kabhi
G
Toh Dekhna Tabhi
C E7
Main Kuchh Alag Nahi

Alag Aasmaan — Capo 6

© 2026 SenseChord · sense-chord.com

Chord transcription provided for private study and practice. Lyrics and compositions remain the property of their respective writers and publishers.

Rate this chord sheet

Log in to be the first to rate it

Community comments

No comments yet — be the first to share feedback.