Inteha Ho Gayi Intezaar Ki – Sharaabi Guitar Chords

Sharaabi arrangement · added 28 Aug 2026

No capoKey of EDUcU DUcU
Em○○○○
Am×○○
D××○
F#
B×
C×○○
Bm×
A×○○
Intro: Em D C Bm Am Em
Em
Inteha ho gayi, intezar ki,ha
Em
Aayi na kuchh khabar, mere yar ki
Am
Ye hamein hai yakeen
D
Bewafa wo nahin..
F# B Em
Phir wajah kya hui, intezar ki
Em
Inteha ho gayi, intezar ki,ha
Em
Aayi na kuchh khabar, mere yar ki
Am
Ye hamein hai yakeen
D
Bewafa wo nahin..
F# B Em
Phir wajah kya hui, intezar ki
Music – Em G F# Am Em
Em D C B E Am D Em B Em
Em C
Hmm baat jo hai usme baat wo
D
Yahan kahin nahi kisi mein, hay
D
Wo hai meri bas hai meri
Bm Em
Shor hai yahi gali gali mein
Em C
Saath saath wo hai mere gham mein
D
Mere dil ki har khushi mein, hay
D
Zindagi mein wo nahin to
Bm Em
Kuchh nahin hai meri zindagi mein
Em D C Em
Bujh na jaaye ye shama aitbaar ki
Em
Inteha ho gayi, intezar ki,ha
Em
Aayi na kuchh khabar, mere yar ki
Am
Ye hamein hai yakeen
D
Bewafa wo nahin..
F# B Em
Phir wajah kya hui, intezar ki
Em
O logo ne to diye honge
F#
Bade bade nazrane
B Em
Layi hoon main tere liye dil mera
Em F#
Dil yahi mange dua hum kabhi ho na juda
B Em
Mera hai, mera hi rahe dil tera
C D Em
Ye meri zindagi hai teri
C D Em
Ye meri zindagi hai teri
Em F#
Tuuuuuuuu mera sapna
B Em
Main, tujhe paa gayi
Em F# A Em
O mere sajna, lo main aa gayi
Music – Em F# B Em
Em F#
Gham ke andhere dhale bujhte sitare jale
B Em
Dekha tujhe to dilon me jaan aayi
Em F#
Honto pe tarane jage arman diwane jage
B Em
Bahon me aake tu aise sharmayi
C D Em
Chha gayi, phir wahi bekhudi
C D Em
Chha gayi, phir wahi bekhudi
laaa…Em F# B Em
Em F# A Em

Inteha Ho Gayi Intezaar Ki

© 2026 SenseChord · sense-chord.com

Chord transcription provided for private study and practice. Lyrics and compositions remain the property of their respective writers and publishers.

Rate this chord sheet

Log in to be the first to rate it

Community comments

No comments yet — be the first to share feedback.