Jiyein Kyun – Dum Maro Dum Guitar Chords

Dum Maro Dum arrangement · added 28 Aug 2026

Capo 4Key of CDDD UDUDD DU
C×○○
Em○○○○
Am×○○
Dm××○
F
G○○○
A×○○
Capo – 4th Fret
C Em
Na aaye ho, na aaoge
Am Em
Na phone pe bulaoge
Dm F
Na shaam ki karaari chai
G
labon se yun pilaoge
C Em
Na aaye ho, na aaoge
Am Em
Na din dhale sataoge
Dm F
Na raat ki nashili bye
G
Se neend mein jagaoge
C Dm
Gaye tum gaye ho kyun
C G
Ye raat baaki hai
C Dm
Gaye tum gaye ho kyun
C G
Saath baaki hai
Dm
Gaye tum gaye hum tham gaye
F
Har baat baaki hai
C Dm
Gaye kyun
Em C
To jiye kyun
C Em
Na aaye ho, na aaoge
Am Em
Na dooriyaan dhikhaoge
Dm A
Na thaam ke woh josh mein
G
Yun hosh se udaoge
C Em
Na aaye ho, na aaoge
Am Em
Na jhoot se sunaoge
Dm A
Na rooth ke sirhane mein
G
remote ko chupaoge
F Am
Gaye tum gaye ho kyun
F G
Ye raat baaki hai
C F
Gaye tum gaye ho kyun
Am G
Saath baaki hai
Dm
Gaye tum gaye hum tham gaye
F
Har baat baaki hai
C Dm
Gaye kyun
F G
To jiye kyun
Am F Dm C
Aankh bhi tham gayi na thaki
Am F Dm C
Raat bhi na bati na kati
Am F Dm C
Raat bhi cherhti maarti…
Am F Dm C
Neend bhi lut gayi chin gayi
Am F Dm C
Raat bhi na sahi na rahi
Am F Dm C
Raat bhi laazmi zaalmi
Am G
Gaye tum gaye ho kyun
F G
Ye raat baaki hai
Am F
Gaye tum gaye ho kyun
Am G
Saath baaki hai
Dm
Gaye tum gaye hum tham gaye
F
Har baat baaki hai
C Dm
Gaye kyun
C G
To jiye kyun
C Dm
Gaye kyun
C G
To jiye kyun
Aalaap part
Am-Em-Dm-G
Am-G-F

Jiyein Kyun — Capo 4

© 2026 SenseChord · sense-chord.com

Chord transcription provided for private study and practice. Lyrics and compositions remain the property of their respective writers and publishers.

Rate this chord sheet

Log in to be the first to rate it

Community comments

No comments yet — be the first to share feedback.