Papa kehte Hai – Qayamat Se Qayamat Tak Guitar Chords

Qayamat Se Qayamat Tak arrangement · added 28 Aug 2026

No capoKey of CDDUU DU
C×○○
Am×○○
F
G○○○
Chords – C,Am,F,G
C Am F G
Papa kehte hai bada naam karega
C Am F G
Beta hamara aisa kaam karega
C Am
Magar ye to, koi na jaane
F G
Ki  meri manzil hai kaha
C Am F G C
Papa kehte hai bada naam karega
C Am
Baithe hai mil ke, Sab yaar apne
F G
Sabke dilo mein, armaan ye hai
C Am
Baithe hai mil ke, Sab yaar apne
F G
sabke dilo mein, armaan ye hai
C Am
Woh zindagi mein, kal kya banega
F G
Har ik nazar ka, sapna ye hai
C Am F G
Koi engineer ka kaam karega
C Am F G
Business mein koi apna naam karega
C Am
Magar ye to, koi na jaane
F G
Ki meri manzil hai kaha
C Am F G
Papa kehte hai bada naam karega
C Am
Mera to sapna hai ek chehra
F G
Dekhe jo usko jhoome bahar
C Am
Mera to sapna hai ek chehra
F G
Dekhe jo usko jhoome bahar
C Am
Gaalon mein khilti kaliyon ka mausam
F G
Aankhon mein jaadu honthon mein pyaar
C Am F G
Banda ye khoobsurat kaam karega
F Am F G
Dil ki duniya mein apna naam karega
C Am
Meri nazar se dekho to yaaron
F G
Ki meri manzil hai kaha
C Am F G
Papa kehte hai bada naam karega

Papa kehte Hai

© 2026 SenseChord · sense-chord.com

Chord transcription provided for private study and practice. Lyrics and compositions remain the property of their respective writers and publishers.

Rate this chord sheet

Log in to be the first to rate it

Community comments

No comments yet — be the first to share feedback.