Qaafirana – Kedarnath Guitar Chords

Kedarnath arrangement · added 28 Aug 2026

No capoKey of DDDUU DU or
D××○
Em○○○○
Bm×
A×○○
G○○○
F#m
Capo on 2nd fret
D D UUDUD DU
D Em Bm A
​Inn waadiyon mein takra chuke hain
D Em Bm Em
Humse musafir yun toh kayi
D Em Bm A
Dil na lagaya humne kisi se
D Em Bm Em
Qisse sune hain yun toh kayi
D
​Aise tum mile ho
G A
Aise tum mile ho
D G A
Jaise mil rahi ho itr se hawa
Em D
Qaafirana sa hai
Em D
Ishq hai ya.. kya hai? (x2)
​Music –
D, G, A, D, Em
D, Em, D, Em
Bm D F#m Bm
​Khamoshiyon mein boli tumhari
G A D
Kuch iss tarah goonjti hai
Bm D F#m Bm
Kaano se mere hote huve wo
G A D
Dil ka pata dhoondhti hai
D G A
​Beswadiyon mein, beswadiyon mein
D G A
Jaise mil raha ho koi zaayka
Em D
Qaafirana sa hai
Em D
Ishq hai ya.. kya hai?
D
​Aise tum mile ho
G A
Aise tum mile ho
D G A
Jaise mil rahi ho itr se hawa
Em D
Qaafirana sa hai
Em D
Ishq hai ya.. kya hai?
​La la la…
Aah ha aah ha…
(Just play D & Bm)
D
Godi mein pahadiyon ki
Bm
Ujli dopahri guzarna
Em D
Haaye haaye tere saath mein, acha lage
D
Sharmili akhiyon se
Bm
tera meri nazare utarna
Em D
haaye haaye har baat pe, acha lage
D F#m Bm
​Dhalti huyi shaam ne bataya hai
A Em
ki door manzil pe raat hai
D F#m
Mujhko tasalli hai yeh
Bm A Em A
Ki hone talak raat hum dono saath hain
D
​Sang chal rahe hain
G A
Sang chal rahe hain
D G A
Dhoop ke kinaare chhaaon ki tarah
Em D
Qaafirana sa hai
Em D
Ishq hai ya.. kya hai?

Qaafirana

© 2026 SenseChord · sense-chord.com

Chord transcription provided for private study and practice. Lyrics and compositions remain the property of their respective writers and publishers.

Rate this chord sheet

Log in to be the first to rate it

Community comments

No comments yet — be the first to share feedback.