Raabta Female Version – Agent Vinod Guitar Chords

Agent Vinod arrangement · added 28 Aug 2026

No capoKey of GDDUU DU
G○○○
Em○○○○
C×○○
D××○
Am×○○
G
Kehte Hai Khuda Ne Is
Em
Jahan Me Sabhi Ke Liye
G
Kisi Na Kisi Ko Hai
Em
Banaya Har Kisi Ke Liye
C
Tera Milna Hai Us Rab Ka Ishaara Maano
D
Mujhko Banaya Tere Jaise Hi Kisi Ke Liye
G
Kuch Toh Hai Tujhse Raabta
Em
Kuch Toh Hai Tujhse Raabta
G
Kaise Hum Jaane Hame Kya Pata
Em
Kuch Toh Hai Tujhse Raabta
C
Tu Humsafar Hai, Phir Kya Fikar Hai
D
Jeene Ki Wajah Yahi hai Marna Isi Ke Liye
G
Kehte Hai Khuda Ne Is
Em
Jahan Me Sabhi Ke Liye
G
Kisi Na Kisi Ko Hai
Em
Banaya Har Kisi Ke Liye
G C Em D
x2
Am G C G
Em G
Meharbaani Jaate Jaate
C G
Mujh Pe Kar Gaya
Em G
Guzarta Sa Lamha Ek
C D
Daaman Bhar Gaya
C G
Tera Nazara Mila
Em D
Roshan Sitaara Mila
C D
Takdeer Ki Kashtiyon Ko
Em D
Kinara Mila
G
Sadiyon se Tarse Hai
Em
Jaisi Zindagi Ke Liye
G
Teri Sauhbat Me
Em
Duayein Hai Usi Ke Liye
C
Tere Milna Hai Us Rab Ka Ishara Maano
D
Mujhko Banaya Tere Jaise hi Kisi Ke Liye
G
Kuch Toh Hai Tujhse Raabta
Em
Kuch Toh Hai Tujhse Raabta
G
Kaise Hum Jaane Hame Kya Pata
Em
Kuch Toh Hai Tujhse Raabta
C
Tu Humsafar Hai, Phir Kya Fikar Hai
D
Jeene Ki Wajah Yahi hai Marna Isi Ke Liye

Raabta Female Version

© 2026 SenseChord · sense-chord.com

Chord transcription provided for private study and practice. Lyrics and compositions remain the property of their respective writers and publishers.

Rate this chord sheet

Log in to be the first to rate it

Community comments

No comments yet — be the first to share feedback.