Sahiba – Aditya Rikhari, Ankita Chhetri Guitar Chords

Aditya Rikhari, Ankita Chhetri arrangement · added 28 Aug 2026

Capo 1Key of APlucking or D U chuck D
Am×○○
Fsus2
Dm××○
Em○○○○
G○○○
Am7×○○○
F
Capo – 1st fret
Chords – Am or Am7…F or Fsus2,Dm,Em,G
Am7 Em Dm Fsus2
Sahiba, aaye ghar kaahe na Aise to
Am7 Em Dm G
sataaye na Dekhu tujho, chain aata hai
Am7 Em Dm Fsus2
Sahiba, neende-veende aaye na, raate kaati
Am7 Em Dm Am
jaaye na Tera hi khayal din-rain aata hai
Em Dm F Am7
Sahiba, samundar, meri aankho me rah gaye..
Em Dm G Am7
Ham aate-aate jaana, teri yaadon me reh gaye…
Em Dm F Am7
Ye palke gawahi hai, ham raaton me reh gaye..
Em Dm G
Jo vaade kiye saare, bas baaton me reh gaye
Am Em Dm F
Baato-baato me hi, khwabo-khwabo me hi mere qareeb hai tu
Am Em Dm G
Teri talab mujhko, teri talab, jaana, ho to kabhi ru-ba-ru
Am Em Dm F
Shor-sharaba jo seene me hai tere, kaise bayaan mai karu?
Am Em Dm G
Haal jo mеra hai, mai kis ko batau?
Am7 Em Dm F
Mere sahiba, dil na kiraaye ka, thoda to
Am7 Em Dm G
sambhalo na Nazuk hai yеh, toot jaata hai
Am Em Dm F
Sahiba, neende-veende aaye na, raate kaati
Am Em Dm G Am7
jaaye na Tera hi khayal din-rain aata hai
Am7 G F G
Kaisi bhala, shab hogi vo, sang jo tere dhalti hai
Am7 G F G
Dil ko koi, khwahish nahi, teri kami khalati hai
Am G F G
Araam na ab aankho ko, khwab bhi na, badalti hai
Am7 G F G
Dil ko koi, khwahish nahi, teri kami khalati hai
Am Em Dm F
Sahiba, tu hi mera aaina, haatho me
Am Em Dm G
bhi mere, haan Tera hi naseeb aata hai

Sahiba — Capo 1

© 2026 SenseChord · sense-chord.com

Chord transcription provided for private study and practice. Lyrics and compositions remain the property of their respective writers and publishers.

Rate this chord sheet

Log in to be the first to rate it

Community comments

No comments yet — be the first to share feedback.