Tujhko – Cocktail 2 Guitar Chords

Cocktail 2 arrangement · added 28 Aug 2026

No capoKey of AD D UUD DDU
Am×○○
G○○○
F
C×○○
Dm××○
Em○○○○
E○○○
Chords – Am..G..F..C..Dm..Em..E
Am G
Jeene ki hai tu hi wajah,
Em F
jeena tere liye
Am G
Main kya kahoon ke yaar,
Em F
tu hai kya mere liye
Am G
Zamaane mein kahin meri tarah kabhi
F C E
Chaahega na koi tujhko…
Am G
Jaise maine diya, waise poori tarah
F C E
Dil dega na koi tujhko…
C Dm..Am..G
Tujhko..,
C F Am G
jab se mila tujhko..
C Dm..Am..G F G
Tujhko.., maana jahaan tujhko
Am G
Subah ki saari furtiyaan, bekhudi har shaam ki
Em F
Na ho tere saath mein, toh mere kis kaam ki?
Am G
Uthe jo mera har qadam tere sang shuruwaat mein
Em F
Haath daale haath mein, fikr kya anjaam ki?
Am G
Mujh mein zyada ab tu hi hai, jitna main hoon woh kyun hi hai?
Em F
Kuch aisa kar, main dhoondhun bhi toh paaun na khud ko
Am G
Tu hi to aasmaan, tu hi meri zameen
F C E
Maana hai zindagi tujhko…
Am G
Bin maange har dua poori hui meri
F C E
Paaya jo, humnasheen, tujhko…
C Dm..Am..G
Tujhko..,
C F Am E
jab se mila tujhko..
Am G…F..G
Tujhko..
C Dm Am G
Galtiyaan bhi teri..
C F Am Em
main gawaara karoon..
C Dm Am G
Yeh khata hi sahi..,
C F Am Em
par dobaara karoon..
C Dm C Dm
Kya karoon? Sarphira ishq hi hai mera
F
Izhaar ka yahi tareeka hai mera
Am G
Aankhon ki hai tu roshni,
Em F E
tu hi toh khwaab hai…
Am G Em F E
Main hoon agar sawaal, toh tu hi jawaab hai..
Am G
Zamaane mein kahin meri tarah kabhi
F C E
Chaahega na koi tujhko…
Am G
Jaise maine diya, waise poori tarah
F C E
Dil dega na koi tujhko…
Am G F G
Tujhko…....
Repeat!

Tujhko

© 2026 SenseChord · sense-chord.com

Chord transcription provided for private study and practice. Lyrics and compositions remain the property of their respective writers and publishers.

Rate this chord sheet

Log in to be the first to rate it

Community comments

No comments yet — be the first to share feedback.