I’m Done – Maan Panu Guitar Chords
Maan Panu arrangement · added 28 Aug 2026
Capo 1Key of CD UUD UUD DU
Chords in this song
C
G
F
Lyrics & chords
Capo – 1st fret
Chords – C,G,F
C
Dil Mein Ab koi Khayal Bhi Nahin Hai
C
Tere Jaaane Ka Malal Bhi Nahin Hai
G
Muntazir Main Tha Joh Tere Aane Ka
F
Ab Toh Tera Intezar Hi Nahin Hai
C
Mann Mein Mere Ab Sawal Hi Nahin Hain
C
Hua Yeh Koi Kamal Bhi Nahin Hai
G
Jeet Gaya Tujhe Bhul Ke Main Aise Jaise
F
Zindagi Mein Koi Haar Hi Nahin Hai
C
Ab Toh Tera Intezar Hi Nahin Hai
C
Ab Toh Tera Intezar Hi Nahin Hai
G
Tere Jaaane Ka Malal Bhi Nahin Hai
F
Ab Toh Tera Intezar Hi Nahin Hai…!
C
Teri Taraf, Nazar Mudi
G F
Toh Dekha Hai Koi Bagal Mein Tere
C
Teri Nazar, Se Jo Mili Meri Nazar
G F
Toh Dekha Hai Noor Chehre Pe Tere
C
Tujhe Bulaane Ko Awaaz Hi Nahin Hai
C
Tujhe Bataane Ko Alfaaz Hi Nahin Hai
G
Bhujh Rahi Hai Yeh Shamma Mere Hathon Mein
F
Isse Jalaane Ko Ab Aag Bhi Nahin Hai
C
Zindagi Yeh Ab Bezaar Bhi Nahin Hai
C
Meri Aankhon Mein Toh Pyaar Hi Nahin Hai
G
Dil Yeh Khush Hai Hawaon Se Duaon Se
F
Abhi Aayii Koi Bahaar Bhi Nahin Hai
C
Ab Toh Tera Intezar Hi Nahin Hai
C
Ab Toh Tera Intezar Hi Nahin Hai
G
Tere Jaaane Ka Malal Bhi Nahin Hai
F
Ab Toh Tera Intezar Hi Nahin Hai…!
C
Dil Mein Ab koi Khayal Bhi Nahin Hai
C
Tere Jaaane Ka Malal Bhi Nahin Hai
G
Muntazir Main Tha Joh Tere Aane Ka
F
Ab Toh Tera Intezar Hi Nahin Hai
PLAYING GUIDE
I’m Done chord progression
Practice the progression C – G – F. Place your capo on fret 1 and use the displayed chord shapes. Use Autoscroll above for hands-free play-along practice.
MORE MUSIC
Community comments
No comments yet — be the first to share feedback.